Aapun ko Shaadi karne ko mangata baap………..
Posted on July 1st, 2007 by Sauravh Singh
Apun Satya (pura naam Satyawan)!!! Umar 25 saal,
wajan 80 killo aur 5 ‘10″ phoot height kya,
poora kasrat body !!!
……abhi wo bole to,
kya hai na apun ko bhi life me settle hone ka maangta,
isiliye yeah adverteezment apun paper me chaap riye la hai…




